Ghungat Mera Jane Kya Hua Lyrics - Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Ghungat Mera Jane Kya Hua lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shabbir Kumar from Hai Meri Jaan (1991). The music of Ghungat Mera Jane Kya Hua Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Ghunghat mera jane kya hua
Main to kahu tune chori kiya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune kiya
Nahin nahin maine nahin
Chori to kya sina jori kiya
Payal teri albat ye rahin
Ab kya kahu tune kaisa diya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune diya
Nahin nahin maine nahin

Kya jane tu tune kya kya diya
Kya jane tu tune kya kya diya

Jhumka mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti
Jhumka mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti
Palhe to baho mein bekhud kiya tune
Phir mujhse apne naam sab le liya tune
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune liyajhumka
Mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti

Nahin nahin maine nahin
Man hi nahin tan bhi le liya
Man hi nahin tan bhi le liya
Ghunghat mera jane kya hua
Main to kahu tune chori kiya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune kiya
Nahin nahin maine nahin
Chori to kya sina jori kiya
Chori to kya sina jori kiya

Jab tak na chun dalu
Sare badan ke phul
Dali baharo ki bankar
Tu mujhpar jhul
Jab tak na chun dalu
Sare badan ke phool
Dali baharo ki bankar
Tu mujhpar jhul
Chadar bina chanda
Jaise khule tan hoye
Waise jagaya hai
Chanda saman piya more

bharatlyrics.com

Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune piya
Nahin nahin maine nahin
O jane ja tune kya na kiya
O jane ja tune kya na kiya
Ghunghat mera jane kya hua
Main to kahu tune chori kiya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune kiya
Nahin nahin maine nahin
Chori to kya sina jori kiya
Payal teri alpat ye rahi
Ab kya kahu tune kaise diya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune diya
Nahin nahin maine nahin
Kya jane du tune kya kya diya
Chori to kya sina jori diya.

Ghungat Mera Jane Kya Hua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ghungat Mera Jane Kya Hua is from the Hai Meri Jaan (1991).

The song Ghungat Mera Jane Kya Hua was sung by Asha Bhosle and Shabbir Kumar.

The music for Ghungat Mera Jane Kya Hua was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Ghungat Mera Jane Kya Hua were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Ghungat Mera Jane Kya Hua is Bappi Lahiri.

The song Ghungat Mera Jane Kya Hua was released under the T-Series.

The genre of the song Ghungat Mera Jane Kya Hua is Romantic.