Ghut Ghut Ke Agar Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Ghut Ghut Ke Agar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Mehlon Ke Khwab (1960). The music of Ghut Ghut Ke Agar Romantic track is composed by Mohinder Singh Sarna while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Aa jane jigar ghut ghut ke agar
Rate ho basar kya hoga jara socho
Vo pi le agar duniya ki najar
Uth jaye idhar kya hoga jara socho
Ae jane jigar o ho

Jab phul sa mukhada
Samne ho to pyar
Bhi karna padta hai
Phulo ki tamna me lekin
Kanto pe gujarna padhta hai
Kanto se agar banwra bankar
Ud jaye agar kya hoga jara socho
Aise me agar duniya ki najar
Uth jaye idgar kya hoga jara socho

Jhuk jhuk ke najar kyu uthti hai
Sine me dhadhkata hai kyu dil
Do dil ki dagar jab milti hai
Aati hai mohabbat ki manjil
Do dil ki dagar aage chalkar bant jaye
Agar kya hoga jara socho
Ae jane jigar ghut ghut ke agar
Raato ho basar kya hoga jara socho

bharatlyrics.com

Sunte hai jahan me logo ko
Do dil ka milan manjur nahi
Milne ka koi vada kar lo
Logo ki najar se dur kahi.

Ghut Ghut Ke Agar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download