Glamorous Ankhiyaan Lyrics - Krishna Beura, Meet Bros Anjjan

Glamorous Ankhiyaan lyrics, the song is sung by Krishna Beura, Meet Bros Anjjan from Ek Paheli Leela (2015). The music of Glamorous Ankhiyaan Playful track is composed by Meet Bros Anjjan while the lyrics are penned by Rakesh Kumar (Kumaar).

Thare liye chhode thkhto taaj
Mahare dil pe tu kar le raj
Thare liye chhode thkhto taaj
Mahare dil pe tu kar le raj

bharatlyrics.com

More piya more piya
More piya more piya
Teri glamorous ankhiyaan
Glamorous ankhiyaan
Ban gayi mori sakhiyaan
Glamorous ankhiyaan

More piya more piya
More piya more piya
Teri glamorous ankhiyaan
Glamorous ankhiyaan
Ban gayi mori sakhiyaan
Glamorous ankhiyaan

Udd udd jaave mori chunariya
Udd udd jaave mori chunariya
Tore pichhe bhage more sawariya
Tore pichhe bhage more sawariya
Mere dil ki sun aawaz
More prem ki rakh le laaj
Mere dil ki sun aawaz
More prem ki rakh le laaj

Yeh jagire dil jagire
Yeh jagire dil jagire
Tere liye maine rakhiyaan
Glamorous ankhiyaan
Ban gayi mori sakhiyaan
Glamorous ankhiyaan

Dil ki deewaro pe teri tasvire
Dil ki deewaro pe teri tasvire
Hatho mein tere hai meri taqdeere
Hatho mein tere hai meri taqdeere
Ishq mein tere saanjh savere
Ishq mein tere saanjh savere
Maine kiye hai sajde tere
Maine kiye hai sajde tere

Tun jaane tun jaane
Tun jaane tun jaane
Tose yaariya hai pakiyaan
Glamorous ankhiyaan
Ban gayi mori sakhiyaan
Glamorous ankhiyaan

More piya more piya
More piya more piya
Teri glamorous ankhiyaan
Glamorous ankhiyaan
Ban gayi mori sakhiyaan
Glamorous ankhiyaan.

Glamorous Ankhiyaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download