Goray Rang Ka Zamana Lyrics - Ali Haider

Goray Rang Ka Zamana lyrics, the song is sung by Ali Haider from Chahat (1989). The music of Goray Rang Ka Zamana track is composed by while the lyrics are penned by .

Ho goray rang ka zamana
Ho goray rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Haaye tera to rang gora hain
Gore rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Haaye tera to rang gora hain

Gori gori baahon ka
Mazaa hi kuch aur hai haaye
Neeli neeli aankhon ka
Nasha hi kuch aur hai
Gori gori baahon ka
Mazaa hi kuch aur hai
Neeli neeli aankhon ka
Nasha hi kuch aur hai
Goray rang ka zamana
Sabko hi pyaara
Zaraa kar tu ishara gori yeh o
Darr tujhe kiska hain haaye
Tera to rang gora hain
Gore rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Haaye tera to rang gora hain

bharatlyrics.com

Saanwla salonda rang
Kitnon ko bhaata hain haaye
Jise dekho goriyon ke
Peeche chala aata hain
Saanwla salonda rang
Kitnon ko bhaata hain
Jise dekho goriyon ke
Peeche chala aata hain
Goray rang ka nazara lage
Sabko hi pyaara
Zaraa kar tu ishara gori yeh o
Darr tujhe kiska hain haaye
Tera to rang gora hain
Goray rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Haaye tera to rang gora hain

Soyee soyee aankhon ka
Khumaar yaad rakhna haaye
Meethi meethi baaton ki
Bahar yaad rakhna
Soyee soyee aankhon ka
Khumaar yaad rakhna haaye
Meethi meethi baaton ki
Bahar yaad rakhna
Goray rang ka nazara lage
Sabko hi pyaara
Zaraa kar tu ishara gori yeh o
Darr tujhe kiska hain haaye
Tera to rang gora hain
Goray rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Haaye tera to rang gora hain
Goray rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Tera to rang gora hain
Tera to rang gora hain
Tera to rang gora hain.

Goray Rang Ka Zamana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download