Gore Nahi Hum Kale Sahi Lyrics - Asha Bhosle, Laxmikant Shantaram Kudalkar

Gore Nahi Hum Kale Sahi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Laxmikant Shantaram Kudalkar from Desh Premee (1982). The music of Gore Nahi Hum Kale Sahi Dance track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Gore nahi hum kaale sahi
Hum nachne gaane waale sahi
Hey..

bharatlyrics.com

Gore nahin hum kaale sahi
Hum nachne gaane waale sahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi

Gore nahin hum kaale sahi
Hum nachne gaane waale sahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi

Kya hai kahan hai
Hamen sab khabar hai
Ye maan lo
Uuu uuu..
Kya hai kahan hai
Hamen sab khabar hai
Ye maan lo
Sab par hamaari baraabar nazar hai
Ye jaan lo

Uuu uuu..

Masti mein hum matwaale sahi
Hey..
Hum nachne gaane waale sahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi

Tauba hamaari muhabbat
Hamari jawaaniyaan
Uuu uuu..
Tauba hamaari muhabbat
Hamari jawaaniyaan
Uuu uuu..

Aankhen hamaari sunaaye
Hazaaron kahaaniyan
Hothon pe chhup ke taale sahi
Hey…
Hum nachne gaane waale sahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi

Dhokha karishma tamaasha
Yahan ka riwaaz hai
Uuu uuu..
Dhokha karishma tamaasha
Yahan ka riwaaz hai

Baahar shehar mein sadak par
Andheron ka raaz hai
Uuu uuu..
Andar ye dilkash ujaale sahi
Hey…
Hum nachne gaane waale sahi

Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi
Gore nahin hum kaale sahi
Hey hum nachne gaane waale sahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi
Tumsa ek nahi la la la
Humsa ek nahi.

Gore Nahi Hum Kale Sahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download