Gori Tere Sapno Ke Sajna Lyrics - Lata Mangeshkar

Gori Tere Sapno Ke Sajna lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from New Delhi (1956). Gori Tere Sapno Ke Sajna Marriage soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Gori tere sapno ke sajana
Aaye tere angana
Kar le solaha singar ho
Ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar
Gori tere sapno ke sajana
Aaye tere angana
Kar le solaha singar ho
Ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar

Kal se balam ke
Rang rang jayegi tu
Unke man ke mahal
Ko sajayegi tu
Ko sajayegi tu bite jo
Din bhul jana sakhi
Oo ho bite jo din bhul jana sakhi
Bhul jana wo bachpan ka pyaar
Leke doli khade hai bahar
Gori tere sapno ke sajana
Aaye tere angana
Kar le solaha singar ho
Ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar

bharatlyrics.com

Gori kahe ko ab
Tere naina bhare
Ek din to sabhi ko
Bichhadana pade
Ko bichhadana pade
Nahiyar me rahana
Hai din char ka
Ho oo nahiyar me
Rahana hia din char ka
Sabko jana hai sajan ke dwar
Ho leke doli khade hai bahar
Gori tere sapno ke
Sajana aaye tere angana
Kar le solaha singar ho
Ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar.

Gori Tere Sapno Ke Sajna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download