Haareya Lyrics - Arijit Singh

Haareya lyrics, the song is sung by Arijit Singh from Meri Pyaari Bindu (2017). The music of Haareya Love track is composed by Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi while the lyrics are penned by Priya Saraiya.

Dekheya main chaand dekheya
Nooran wale sitaare dekheya
Par tere jaisa na koyi dekheya main

Lagta hai nigaahon mein teri
Bin doobe rehna hi nahi
Mujhe ishq yeh karne se
Ab koyi bhi na rok sakeya

Oh haareya main dil haareya
Oh haareya main dil haareya
Oh haareya main dil haareya
Main haara tujhe te

Oh haareya main dil haareya
Oh haareya main dil haareya
Oh haareya main dil haareya
Main haara tujhe te

Main haara tujhe te

Khuli aankhon se dekha woh
Haseen khwaab hai tu
Dil mein jo utar jaaye woh
Pyari baat hai tu

Khuli aankhon se dekha woh
Haseen khwaab hai tu
Dil mein jo utar jaaye woh
Pyari baat hai tu

bharatlyrics.com

Tere naam ka nasha
Nasha hai zuban pe chha gaya
Iss bekhudi mein doobne se
Main khudko na rok sakeya

Oh haareya main dil haareya
Oh haareya main dil haareya
Oh haareya main dil haareya
Main haara tujhe pe
Main haara tujhe pe..

Haareya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *