Hai Nazar Ka Ishaara Lyrics - Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar

Hai Nazar Ka Ishaara lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar from Anita (1967). The music of Hai Nazar Ka Ishaara Playful track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Aaa aaa
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Jaayiye dil ki baaton me naa aayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye

Warna wahi baat ho jaayegi
Gham se mulaaqaat hoi jaayegi
Warna wahi baat ho jaayegi
Din hai magar raat ho jaayegi
Meri zulfen khudaaya na bikhraayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye

bharatlyrics.com

Aaa aaa
Jeena bhi dushwaar ho jaayega
Ikraar inkaar ho jaayega
Jeena bhi dushwaar ho jaayega
Ham aap me pyaar ho jaayega
Aap mahfil se uthke chale jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye

Is aag ko bas bujhaa dijiye
Sholon ko yoon na hawaa dijiye
Is aag ko bas bujhaa dijiye
Main yaad aaun duaa dijiye
Mere aankhon se aankhen na takraayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye.

Hai Nazar Ka Ishaara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download