Hai Pyaar Kya (Title) Lyrics - Jubin Nautiyal

Hai Pyaar Kya (Title) lyrics, the song is sung by Jubin Nautiyal from Hai Pyaar Kya? (2019). Hai Pyaar Kya (Title) Love soundtrack was composed by Rocky Khanna, Jubin Nautiyal with lyrics written by Rocky Khanna.

Hai pyaar kya?
Mil jaaye toh aasmaan
Hai pyar kya?
Mil jaaye toh dastaan

Manzil kahoon, tujhko main ya
Hasrato ka jaise karwa

Hai pyar kya?
Mil jaye toh aasmaan
Hai pyar kya?
Mil jaye toh dastaan

Mausam kahoon tujhko main ya
Khilti hui shaam ki badliyan

Hai pyar kya kisko pata
Hai pyar kya tu hi bata
Hai pyar kya kisko pata
Hai pyar kya tu hi bata

Subah kahoon tujhko main ya
Sargame yun lipta dhuyaan

Seene mein jaan baaki hai
Iss pyaar ki pehchan baaki hai

Kaise rukoon ae dil bata
Ek katra armaan baaki hai

bharatlyrics.com

Hai pyar kya?
Mujhko jo ho gaya
Hai pyar kya?
Kya ye tujhko bhi huya.

Hai Pyaar Kya (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download