Hai Yehi Zindagi Lyrics - Meet Bros Anjjan, Mohammad Irfan

Hai Yehi Zindagi lyrics, the song is sung by Meet Bros Anjjan, Mohammad Irfan from Kick (2014). Hai Yehi Zindagi Sad soundtrack was composed by Meet Bros Anjjan with lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar).

Jaane kahaan pe
Bhatki thi zindagi
Wo aansu thhe jinko
Main samjha tha khushi
Jaane kahaan pe
Bhatki thi zindagi
Wo aansu thhe jinko
Main samjha tha khushi

Bewajah jiya ab tak
Pataa na tha aaj jaana hai
Waqt ke chhote se ik pal mein
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi

Raahon mein raahein
Khuda ki mill gayi
Wo unpe ab chalna
Nahi jaana hai kahin
Raahon mein raahein
Khuda ki mill gayi
Wo unpe ab chalna
Nahi jaana hai kahin

bharatlyrics.com

Roshni na thi aisi kabhi
Phele inn nigaahon mein
Aaj jo mila khud ko laga
Main pehla sa nahin
Hai yehi zindagi
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi.

Hai Yehi Zindagi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download