Hain Abhi Aur Aey Dil Lyrics - Mohammed Rafi

Hain Abhi Aur Aey Dil lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Shaheed Bhagat Singh (1963). Hain Abhi Aur Aey Dil Playful soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Hain abhi aur aey dil
Tere imtihaan
Hain abhi aur aey dil
Tere imtihaan
Khatm hoti nahin
Teri manzil yaha
Hain abhi aur aey dil

Paaon mein bediyaan
Sar pe talwaar hain
Paaon mein bediyaan
Sar pe talwaar hain
Phir bhi sar ko
Jhukaane se inkaar hai
Zulm ki hai zameen
Zulm ka aasman
Zulm ka aasman
Hain abhi aur aey dil
Tere imtihaan
Khatm hoti nahin
Teri manzil yaha
Hain abhi aur aey dil

Apne hi khoon se
Gul khilayenge hum
Apne hi khoon se
Gul khilayenge hum
Sab ko apni hansi
De ke jaayenge hum
Ye jaha hai abhi
Aansuo ka jaha
Aansuo ka jaha
Hain abhi aur aey dil
Tere imtihaan
Khatm hoti nahin
Teri manzil yaha
Hain abhi aur aey dil

bharatlyrics.com

Hum to sau baar mar ke
Bhi marte nahin
Hum to sau baar mar ke
Bhi marte nahin
Hum wo deepak jo bujh
Kar bhi bujhte nahin
Laakh sar par chalen
Maut ki aandhiyaa
Maut ki aandhiyaa
Hain abhi aur aey
Dil tere imtihaan
Khatm hoti nahin
Teri manzil yaha
Hain abhi aur aey
Dil tere imtihaan
Khatm hoti nahin
Teri manzil yaha
Hain abhi aur aey dil.

Hain Abhi Aur Aey Dil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download