Hain Pyaar Ke Do Matwaale Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Hain Pyaar Ke Do Matwaale lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Apradhi Kaun (1957). The music of Hain Pyaar Ke Do Matwaale Playful track is composed by Salil Chowdhury while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Hain pyaar ke do matwaale
Hain pyaar ke do matwaale
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya
Ab rah gaye do dilwaale
Ab rah gaye do dilwaale
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya

Arre mana tu hai dilbar
Tujh se hun badhkar
Sidha sada sundar
Teri nigaahen koi bataaye
Bada khot tere andar
Arre mana tu hai dilbar
Tujh se hun badhkar
Sidha sada sundar
Teri nigaahen koi bataaye
Bada khot tere andar
Dikhne mein to bhole bhaale
Dikhne mein to bhole bhaale
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya
Ab rah gaye do dilwaale
Ab rah gaye do dilwaale
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya

bharatlyrics.com

Haay tera bhi jawaab nahin
Mera bhi jawaab nahin
Kaahe kaa jhagda phir bhi
Aji ek nazar se duje ko dekhe
Nahin aur koi marzi
Haay tera bhi jawaab nahin
Mera bhi jawaab nahin
Kaahe kaa jhagda phir bhi
Aji ek nazar se duje ko dekhe
Nahin aur koi marzi
Ek aankh se dekhnewaale
Ek aankh se dekhnewaale
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya
Hain pyaar ke do matwaale
Hain pyaar ke do matwaale
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya

Arre nain hamaare pyaari
Sapnon ki ghoda gaadi
Baith udaa le aanchal
Ghoda gaadi bhul anaadi
Abhi dol zara paidal
Arre nain hamaare pyaari
Sapnon ki ghoda gaadi
Baith udaa le aanchal
Ghoda gaadi bhul anaadi
Abhi dol zara paidal
Paidal hi pyaar sambhaalen
Paidal hi pyaar sambhaalen
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya
Ab rah gaye do dilwaale
Ab rah gaye do dilwaale
Ek ham hain aur ek tum
Aur tum bhi kya
Tum bhi kya tum bhi kya
Tum bhi kya tum bhi kya.

Hain Pyaar Ke Do Matwaale Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download