Hairat E Nazara Aakhir Lyrics - Kundan Lal Saigal

Hairat E Nazara Aakhir lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Karwane Hayat (1935). Hairat E Nazara Aakhir Playful soundtrack was composed by Mihir Kiran Bhattacharya with lyrics written by Hakim Ahmad Shuja.

Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Khaaq ke zarron mein
Aati hain nazar gulzaariyaan
Khaaq ke zarron mein
Aati hain nazar gulzaariyaan

Jab se dekhaa hai tujhe ik
Dard hai dil mein nihaan
Jab se dekhaa hai tujhe
Ik dard hai dil mein nihaan
Ae sabaa le jaa toohi
Un tak meri bedaariyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan

Marhabaa barq-e-jamaal-e
Marhabaa barq-e-jamaal-e
Marhabaa barq-e-jamaal-e-yaar
Tujh par be-nisaar
Marhabaa josh-e-junoon-e-ishq
Ki ruswaaiyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan

bharatlyrics.com

Alvidaa ae qaafile waale
Mujhe ab chhod do
Meri kismat mein likhi
Hain dasht ki veeraaniyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan.

Hairat E Nazara Aakhir Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download