Hamare Dard Ka Kissa Lyrics - Paro Devi

Hamare Dard Ka Kissa lyrics, the song is sung by Paro Devi from Gharana (1949). Hamare Dard Ka Kissa Playful soundtrack was composed by Mohammed Shafi Niyazi with lyrics written by .

Hamare dard ka kissa
Zamane se niraala hai
Zamane se niraala hai
Hame par kaat ke saiyaad
Ne ghar se nikala hai
Hame ghar se nikala hai

Ye dukh ke bhi nahin satate
Ye dukhde bhi nahin katate
Koi majbooriyan dekhe
Ke kuchh keh bhi nahin sakte
Bahot naazuk se dil par ye
Bahot naasoz ka taala hai
Bahot naasoz ka taala hai

bharatlyrics.com

Tadpna chahta hai dil
Magar tadpaa nahin chahta
Tadpna chahta hai dil
Magar tadpaa nahin chahta
Kahani munh pe hai un ki
Magar bola nahin jaata
Zubaan see kar hame
Bedard ne kaaton pe dala hai
Hame kaaton pe dala hai

Zamane ki shikaayat hai
Dukhe dil ki kahani hai
Ke jis aansoo mein ik
Khaamosh e jawaani hai
Wohi aansoo tere charnon
Mein hum ne dala hai
Hame ghar se nikala hai.

Hamare Dard Ka Kissa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Hamare Dard Ka Kissa is from the Gharana (1949).

The song Hamare Dard Ka Kissa was sung by Paro Devi.

The music for Hamare Dard Ka Kissa was composed by Mohammed Shafi Niyazi.

The music director for Hamare Dard Ka Kissa is Mohammed Shafi Niyazi.

The song Hamare Dard Ka Kissa was released under the Saregama.

The genre of the song Hamare Dard Ka Kissa is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *