Tu Kaha Hai Lyrics - Mohammed Rafi, Paro Devi

Tu Kaha Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Paro Devi from Gharana (1949). The music of Tu Kaha Hai Romantic track is composed by Mohammed Shafi Niyazi while the lyrics are penned by Behzad Lucknavi.

Tu kaha hai balam mere aa ja
Mere dil ki kali ko khila ja
Tu kaha hai

Kya karun jo ye rut hai suhani
Kya karun jo ye rut hai suhani
Meri tujh bin hai suni jawani
Meri tujh bin hai suni jawani

Ho mujhe apna darsh dikhla ja
Tu kaha hai balam mere aaja
Mere dil ki kali ko khila ja
Tu kaha hai

bharatlyrics.com

Main to tere hi mann mein chhoonpa hoon
Main to tere hi mann mein chhoonpa hoon
Tere jeevan mein khoya hoona hoon
Tere jeevan mein khoya hoona hoon
Ho sake to mera bhed paa ja
Mere dil ki kali ko khila ja
Tu kaha hai

Maine dhoonnda bahoont par na paya
Maine dhoonnda bahoont par na paya
Maine apne ko kaisa chhoonpaya
Maine apne ko kaisa chhoonpaya
Ab to naino mein mere sama ja
Tu kaha hai balam mere aaja
Mere dil ki kali ko khila ja
Tu kaha hai

Apne jeevan ko rangin bana le
Apne jeevan ko rangin bana le
Ab main choonpti hoon tu mujhko pale
Ab main choonpti hoon tu mujhko pale
Phir main rani hoon aur tu hai raja
Mere dil ki kali ko khila ja
Tu kaha hai tu kaha hai.

Tu Kaha Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download