Hame Aye Dil Kahin Le Chal Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Hame Aye Dil Kahin Le Chal lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Chandni Chowk (1954). The music of Hame Aye Dil Kahin Le Chal Playful track is composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Hame aye dil kahin le chal
Bada tera karam hoga
Hamare dum pe hai har gham
Na hum honge na gham hoga
Hame aye dil kahin le chal

bharatlyrics.com

Khabar kya thhi bahaar aakar
Hamare aashiyane par
Hamare aashiyane par
Khabar kya thhi bahaar aakar
Hamare aashiyane par
Hamare aashiyane par
Nayi bijli giraayegi
Naya ham par sitam hoga
Hame aye dil kahin le chal
Bada tera karam hoga

Tamannaaon se badli hai
Na badlegi kabhi kismat
Na badlegi kabhi kismat
Tamannaaon se badli hai
Na badlegi kabhi kismat
Na badlegi kabhi kismat
Likha hai jo muqaddar mein
Wohi teri kasam hoga
Hamare dum pe hai har gham
Na hum honge na gham hoga
Hame aye dil kahin le chal.

Hame Aye Dil Kahin Le Chal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Hame Aye Dil Kahin Le Chal is from the Chandni Chowk (1954).

The song Hame Aye Dil Kahin Le Chal was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh).

The music for Hame Aye Dil Kahin Le Chal was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan).

The lyrics for Hame Aye Dil Kahin Le Chal were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Hame Aye Dil Kahin Le Chal is Roshanlal Nagrath (Roshan).

The song Hame Aye Dil Kahin Le Chal was released under the Saregama.

The genre of the song Hame Aye Dil Kahin Le Chal is Playful.