Hame Bhi De Do Sahara Lyrics - Mohammed Rafi

Hame Bhi De Do Sahara lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Seema (1955). The music of Hame Bhi De Do Sahara Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Ye duniya gam ka mela hai
Ye duniya gam ka mela hai
Musibat ki kahani hai
Koi roye koi gaye
Ajab ye zindagani hai

Hame bhi de do
Hame bhi de do
Sahara ke besahare hain
Hame bhi de do sahara
Ke besahare hain
Hame bhi de do sahara
Ke besahare hain
Falaq ki god se tute
Huye sitare hain
Falaq ki god se tute
Huye sitare hain
Hame bhi de do sahara

Bhara ho pet to
Bhara ho pet to sansar
Jagamagata hai
Bhara ho pet to sansar
Jagamagata hai
Sataye bhukh to iman
Dagamagata hai
Sataye bhukh to iman
Dagamagata hai
Sataye bhukh to iman
Dagamagata hai
Bhalai kijiye
Bhalai kijiye do din
Ke ye nazare hain

bharatlyrics.com

Hame bhi de do sahara
Ke besahare hain
Falaq ki god se tute
Huye sitare hain
Hame bhi de do sahara
Tere jahan se

Tere jahan se malik
Bata kidhar jaye
Tere jahan se malik
Bata kidhar jaye
Tere huzur meinn rah
Kar bhi thokaren khayen
Tere huzur meinn rah
Kar bhi thokaren khayen
Tere huzur meinn rah
Kar bhi thokaren khayen
Garib hi sahi
Garib hi sahi aakhir to
Ham tumhare hain

Hame bhi de do sahara
Ke besahare hain
Falaq ki god se tute
Huye sitare hain
Hame bhi de do sahara.

Hame Bhi De Do Sahara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download