Hame Phoolo Ki Tarah Lyrics - Anuradha Paudwal

Hame Phoolo Ki Tarah lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Mehboob Mere Mehboob (1992). Hame Phoolo Ki Tarah Happy soundtrack was composed by Raamlaxman (Vijay Patil) with lyrics written by Dev Kohli.

Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Ham tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hamein phoolo ki tarab
Dil ke saja kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna

bharatlyrics.com

Naye andaz mein wo
Khud ko saja di jaye
Zindagi aapke kadmo
Mein bicha di jaye
Naye andaz mein wo
Khud ko saja di jaye
Zindagi aapke kadmo
Mein bicha di jayegi
Zindagi bhar hamein
Sine se laga kar rakhna
Zindagi bhar hamein
Sine se laga kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna

Khwab ban kar teri raho
Mein bikhar jayenge
Teri nazro se juda honge
To mar jayenge
Khwab ban kar teri raho
Mein bikhar jayenge
Teri nazro se juda honge
To mar jayenge
Pyar ka deep sada
Dil mein jala kar rakhna
Pyar ka deep sada
Dil mein jala kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna.

Hame Phoolo Ki Tarah Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download