Hangaama E Gham Se Tang Aakar Lyrics - Shakeel Badayuni

Hangaama E Gham Se Tang Aakar lyrics, the song is sung by Shakeel Badayuni from Pak Daman (1957). Hangaama E Gham Se Tang Aakar Playful soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Hangaamah e gham se tang aa kar
Izhaar e masarrat kar baithhe ae
Mashoor thi apni zinda dili
Daanistah sharaarat kar baithhe ae

Koshish to bahut ki hamne magar
Paaya na gham e hasti se mafarr
Veeraani e dil jab hadd se badhi
Ghabraa ke mohabbat kar baithhe ae

Har cheez nahin ek markaz par
Ik roz idhar ik roz udhar
Nafrat se na dekho dushman ko
Shaayad ye mohabbat kar baithhe ae

bharatlyrics.com

Allaah to sab ki suntaa hai
Jur’at hai ‘shakeel’ apni apni
Haali ne zubaan se uff bhi naa ki
Iqbaal shikaayat kar baithhe ae
Hangaama e gham se tang aa kar
Izhaar e masarrat kar baithhe ae.

Hangaama E Gham Se Tang Aakar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download