Hasino Se Mohabbat Kaa Lyrics - Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Hasino Se Mohabbat Kaa lyrics, the song is sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Albela (1951). The music of Hasino Se Mohabbat Kaa Funny track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Ho hasino se mohabbat kaa
Aah hasino se mohabbat kaa
Bura anjam hota hain
Meri jan pyar me ghar
Bar bhi nilam hota hain
Meri jan pyar me ghar
Bar bhi nilam hota hain
Meri jan pyar me ghar
Bar bhi nilam hota hain
Meri jan pyar me ghar
Bar bhi nilam hota hain
Hasino se mohabbat kaa
Bura anjam hota hain
Meri jan pyar me ghar
Bar bhi nilam hota hain

Ho kabhi kajal ki farmaish
Kabhi powder ki farmaish
Kabhi circus ki jidd hain
Aur kabhi theater ki farmaish
Nikalwati hain diwala
Aji dilbar ki farmaish
Kacheri aur thane me
Bahut hi nam hota hain
Kacheri aur thane me
Bahut hi nam hota hain
Meri jan pyar me ghar
Bar bhi nilam hota hain
Hasino se mohabbat kaa
Bura anjam hota hain

bharatlyrics.com

Ho takke ho jeb me
Tohtakke ho jeb me toh
Husnwale dil lagate hain
Gale me dalkar bahen
Badi ulfat jatate hain
Agar aashik ho kadka toh
Dur se rasta dikhate hain
Ho jiska bank me khata
Wahi gulfam hota hain
Ho jiska bank me khata
Wahi gulfam hota hain
Meri jan pyar me ghar
Bar bhi nilam hota hain
Hasino se mohabbat kaa
Bura anjam hota hain.

Hasino Se Mohabbat Kaa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download