Hato Hato Ji Aati Hain Lyrics - Shamshad Begum

Hato Hato Ji Aati Hain lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Dilruba (1950). Hato Hato Ji Aati Hain Dance soundtrack was composed by Gyan Dutt with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Hato hato ji aati hain
Hum jaadugari chhoriyaan
Raste chalte aankhon se
Hum karti dil ki choriyaan
Hato hato ji aati hain
Hum jaadugari chhoriyaan
Raste chalte aankhon se
Hum karti dil ki choriyaan

Dekh ke mera kalla challa
Mache shahar mein halla
Hoy mache shahar mein halla
Ghur ghur ke dekhe chhaila
Jaise baadgad billa
Hoy jaise baadgad billa lachcho
Ujda mera haay mohalla
Main bhi bana nithalla
Ujda mera haay mohalla
Main bhi bana nithalla

bharatlyrics.com

O ji chaila sambhal ke rahiyo
Padaa hai humse palla
O ji chaila sambhal ke rahiyo
Pada hai humse palla
Haay ri lachcho
Tujhe khilaaun garma
Garam kachaudiyaan
Arre haay ri lachcho
Haay ri lachcho
Tujhe khilaaun garma
Garam kachaudiyaan
Raste chalte aankhon se
Hum karti dil ki choriyaan
Raste chalte aankhon se
Hum karti dil ki choriyaan
Hato hato ji aati hain
Hum jaadugari chhoriyaan
Raste chalte aankhon se
Hum karti dil ki choriyaan

Ho ho ho ho
Duniyawaale duniyawaale
Gud gud pyaase maare bole boli
Duniyawaale gud gud pyaase
Maare bole boli koi bole
Gori tore naina maare goli
Koi bole gori tore
Naina maare goli koi bole
Ghin ghin taare katu saari
Ratiyaan haaye koi bole
Ghin ghin taare katu saari ratiyaan
Bahut taqleef hai huzur ko
Lekin mera saajan gumsum
Kare na mose batiyaan
Lekin mera saajan gumsum
Kare na mose batiyaan

Aji chaand bhi marta hum par
Aisi hum chakoriyaan
Chaand bhi marta hum par
Aisi hum chakoriyaan
Raste chalte aankhon se
Hum karti dil ki choriyaan
Hato hato ji aati hain
Hum jaadugari chhoriyaan
Raste chalte aankhon se
Hum karti dil ki choriyaan.

Hato Hato Ji Aati Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download