Haye Haye Na Kar Duniya Do Din Ki Lyrics - Mohammed Rafi

Haye Haye Na Kar Duniya Do Din Ki lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Dhoop Chhaon (1954). The music of Haye Haye Na Kar Duniya Do Din Ki Playful track is composed by Aziz Hindi while the lyrics are penned by Jan Nisar Akhtar.

Ye motar ki far far hawao ki sar sar
Ude ja rahe hai ude ja rahe hai
Maze aa rahe hai maze aa rahe hai
Maze aa rahe hai maze aa rahe hai

bharatlyrics.com

Magar pet bukha chaman dil ka sukha
Bade besharam hai jiye ja rahe hai
Bade besharam hai jiye ja rahe hai
Bade besharam hai jiye ja rahe hai
Jiye ja rahe hai
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki

Jab fursat ki takdir mile
Aur paki pakai kheer mile
O bhaiya kheer mile
Jab fursat ki takdir mile
Aur paki pakai kheer mile
To phir jo karna ho to kar duniya do din ki
To phir jo karna ho to kar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki

Dil se dil ko takrane do
Do do chote ho jane do ho jane do
Dil se dil ko takrane do
Do do chote ho jane do
Bicha do duniya ki chadar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki

Us husn pe gusse ka aalam
Ab rupe shikan zulfe barham
Zulfe barham
Ye nanha sa dil aur bare alam
Ye nanha sa dil aur bare alam
Are bhai has bhi lo dam bhar duniya do din ki
Are bhai has bhi lo dam bhar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar.

Haye Haye Na Kar Duniya Do Din Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download