He Chandravadan Lyrics - Rajkumari Dubey

He Chandravadan lyrics, the song is sung by Rajkumari Dubey from Ram Vivah (1949). He Chandravadan Devotion soundtrack was composed by Shankar Rao Vyas with lyrics written by .

He chandarvadan
Chanda ki kiran
Tum kiska chitra
Banate ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran
Tum kiska chitra
Banate ho
Mann ke bhavo ko
Roop rang se
Mann hi mann
Muskati ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran tum

bharatlyrics.com

Wo surya mukhi
Tum chandra mukhi
Aasha ka deep
Jalati hai
Jab nain mile
Ho sooraj se
Kyu chand se
Preet lagati ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran tum

Jab nain mile door
Jab rain hui
Bechain hue
Wo bhi sudh budh
Kho baitha hai
Tum jisko paas bulati ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran tum

Tum jiski saran
Wo shyam varan
Tum jiski saran
Wo shyam varan
Arpan hai jispe
Tan mann dhan
Arpan hai jispe
Tan mann dhan
Hai mann mandir
Mein chhipa hua
Hai mann mandir
Mein chhipa hua
Tum jisko dekh
Lazati ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran
Tum kiska chitra
Banati ho.

He Chandravadan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download