Ho Mora Nadaan Balma Lyrics - Lata Mangeshkar

Ho Mora Nadaan Balma lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ujala (1959). The music of Ho Mora Nadaan Balma Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Na jaane dil ki baat
Ho na maane dil ki baat

Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Na jaane dil ki baat
Ho na maane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat

Chupke rahe jaise champa ki daali
Chupke rahe jaise champa ki daali
Phir bhi na samjha bagiya ka maali
Phir bhi na samjha bagiya ka maali
Hogi barbaadi ye sochi thi jaan
Tauba tauba
Ye buri hai mardon ki chaal
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Na jaane dil ki baat
Ho na maane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat

bharatlyrics.com

Hamne baandhaa preet ka dhaagaa
Hamne baandhaa preet ka dhaagaa
Lekin dil ka bhaag na jaagaa
Lekin dil ka bhaag na jaagaa
Ulfat ka ab tak mila na jawaab hamne
Samjhaa thaa aayega lekar baaraat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat
Na jaane dil ki baat
Ho na maane dil ki baat
Ho mora naadaan baalmaa
Na jaane dil ki baat.

Ho Mora Nadaan Balma Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ho Mora Nadaan Balma is from the Ujala (1959).

The song Ho Mora Nadaan Balma was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Ho Mora Nadaan Balma was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The lyrics for Ho Mora Nadaan Balma were written by Hasrat Jaipuri.

The music director for Ho Mora Nadaan Balma is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The song Ho Mora Nadaan Balma was released under the Saregama.

The genre of the song Ho Mora Nadaan Balma is Romantic.