Hota Raha Yun Hi Agar Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Hota Raha Yun Hi Agar lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Malhar (1951). The music of Hota Raha Yun Hi Agar Sad track is composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa

bharatlyrics.com

Sindur ki laali hai
Kisi ke suhaag me
Jite ji jal rahaa hai
Koi gam ki aag me
Koi gam ki aag me
Is ke sivaa hogaa bhi kyaa
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa

Jaakar nahi aanaa jise
Kyo dekhe wo mudake
Milate nahi hamaraahi
Doraahe pe bichhadake
Doraahe pe bichhadake
Malum hai hotaa hai
O ajaam wafaa kaa
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa

Qasame nahi nibhati
Dhare rah jaate hai vaade
Ye ret ki divar hai
Jo chaahe giraa de
Jo chaahe giraa de
Sau kaam jafaao ke hai
Ik kaam vafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa.

Hota Raha Yun Hi Agar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download