Hum Apne Dard Ka Kissa Lyrics - Khan Mastana

Hum Apne Dard Ka Kissa lyrics, the song is sung by Khan Mastana from Muqabala (1942). Hum Apne Dard Ka Kissa Happy soundtrack was composed by Khan Mastana with lyrics written by A. Karim.

Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Vo hans rahe hai
Hum aansu bahaye jate hai
Vo hans rahe hai
Hum aansu bahaye jate hai

bharatlyrics.com

Taras rahe hai idhar
Idhar hum to dekhne ke liye
Taras rahe hai idhar
Idhar hum to
Dekhne ke liye hai
Udhar vo chehre ko
Apne chupaye jate hai
Udhar vo chehre ko
Apne chupaye jate hai
Mujhe mitta ke bhi
Chhoda na unki ulfat ne
Mujhe mitta ke bhi
Chhoda na unki ulfat ne
Bhula raha hoon magar
Yaad aaye jate hai
Bhula raha hoon magar
Yaad aaye jate hai

Ha pila kar de unhe
Behosh kar de ae saki
Pila kar de unhe
Behosh kar de ae saki
Ke hosh mein
Tere deewane aaye jate hai
Ke hosh mein
Tere deewane aaye jate hai
Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Vo hans rahe hai
Hum aansu bahaye jate hai.

Hum Apne Dard Ka Kissa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download