Hum Bhi Musafir Lyrics - Mohammed Rafi

Hum Bhi Musafir lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Khazana (1987). Hum Bhi Musafir Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do char bate
Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do char bate
Kismat se hout
Hai aye hasina
Itni hasin mulakate
Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do char bate

bharatlyrics.com

Bas ek din ka hi
Ye safar hain
Phir kab mile hum
Kis ko khabar hain
Bas ek din ka hi
Ye safar hain
Phir kab mile hum
Kis ko khabar hain
Ruk jaye gadi
Raste mein khud re
O ruk jaye gadi
Raste mein khud re
Ho ke sath do
Char rate
Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do
Char bate

Samjhi nahin kya
Tum ye ishara
Hai saf jahir
Maksad hamara
Samjhi nahin kya
Tum ye ishara
Hai saf jahir
Maksad hamara
Sine mein jalte hain
Gham ke shole
Sine mein jalte hain
Gham ke shole
Aankho mein
Hain barsate

Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do char bate
Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do char bate
Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do char bate
Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Ho jaye do char bate.

Hum Bhi Musafir Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download