Hum Nahin Jaante Zindagi Mein Lyrics - Agam Kumar Nigam

Hum Nahin Jaante Zindagi Mein lyrics, the song is sung by Agam Kumar Nigam from Uski Yaadon Mein (2002). Hum Nahin Jaante Zindagi Mein Sad soundtrack was composed by Nikhil, Vinay with lyrics written by .

Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein

Tumhe chahte hai hum
Hamari aashiqi ho tum
Tum bin jiye kaise
Hamari jindagi ho tum
Ab aur kya tumse kahen
Jaane wafaa hamari bandgi ho tum
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein

bharatlyrics.com

Palake uthe hai teri
To din mera nikalata hai
Palake jhuke to saam ka suraj dhalata hai
Sarmake tum jab bhi haso
Lagata hai rang mausam ka badlata hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein.

Hum Nahin Jaante Zindagi Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download