Hum Tere Hi Deewane Hain Lyrics - Daler Mehndi

Hum Tere Hi Deewane Hain lyrics, the song is sung by Daler Mehndi from Ek-Dana (2000). Hum Tere Hi Deewane Hain Dance soundtrack was composed by Daler Mehndi with lyrics written by Shahab Allahabadi.

Hum tere hi deewane hain
Deewane hain deewane hain
Hum tere hi deewane hain
Deewane hain deewane hain
Tere pyaar ke tarane hai
Tarane hai tarane hai
Tere pyaar ke tarane hai
Tarane hai tarane hai
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Aahe ali maula ali maula ali
Maula ali maula

bharatlyrics.com

Jaaye kahan tere bina
Tere siwa sab viraana
Jaaye kahan tere bina
Tere siwa sab viraana
Teri adaa pe dil hai fida
Suno jara o dil jaana
Teri adaa pe dil hai fida
Suno jara o dil jaana
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Aahe ali maula ali maula ali
Maula ali maula

Hum tere hi deewane hain
Deewane hain deewane hain
Hum tere hi deewane hain
Deewane hain deewane hain
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Aahe ali maula ali maula ali
Maula ali maula

Main hoon gaya hoon bekhabar
Tere asar hai mastana
Main hoon gaya hoon bekhabar
Tere asar hai mastana
Tera nasaa yunh chha gaya
Banega ab yeh afasana
Tera nasaa yunh chha gaya
Banega ab yeh afasana
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Aahe ali maula ali maula ali
Maula ali maula

Hum tere hi deewane hain
Deewane hain deewane hain
Hum tere hi deewane hain
Deewane hain deewane hain
Tere pyaar ke tarane hai
Tarane hai tarane hai
Tere pyaar ke tarane hai
Tarane hai tarane hai
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Tum ruthe to mar jayenge
Tab yaad tujhe aayenge
Aahe ali maula ali maula ali
Maula ali maula.

Hum Tere Hi Deewane Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download