Hum Tum Dono Milke Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Hum Tum Dono Milke lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Lava (1985). Hum Tum Dono Milke Love soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Ho ho hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge
Sargum ke phoolo se sur
Sangeet banayenge
Jab chhayenge badal kale
Yad karenge duniya wale
Geet wo mohabbat wale
Gun gunayenge

Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge
Sargum ke phoolo se soor
Sangeet banayenge
Jab chhayenge badal kale
Yad karenge duniya wale
Geet wo mohabbat wale
Gun gunayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

Jab jab tumko pyar pukare
Tum aa jana paas hamare
Jab jab tumko pyar pukare
Tum aa jana paas hamare
Ab kya aana ab kya jana
Hum hardum hai sath tumhare
Pal bhar to hum ek duje
Se dur na jayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

bharatlyrics.com

Sunte rahna hum bolenge
Kuchh mat kana hum bolenge
Sunte rahna hum bolenge
Kuchh mat kana hum bolenge
De tumko awaz koi
Tum chup rahna hum bolenge
Ek duje ke naam se
Humko log bulayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

Jitna pyar kare hum kam hain
Pyar hai sagar dil sabnam hain
Jitna pyar kare hum kam hain
Pyar hain sagar dil sabnam hain
Kate chubhate hain sine mein
Kaisa phoolo ka mosam hain
Badal bhi barse to dil mein
Aag lagayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

Ab chhayenge badal kale
Yad karenge duniya wale
Geet wo mohabbat wale
Gun gunayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge
Sargum ke phoolo se soor
Sangeet banayenge.

Hum Tum Dono Milke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download