Humko Kisike Gham Ne Maara Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Humko Kisike Gham Ne Maara lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Humsafar (2013). The music of Humko Kisike Gham Ne Maara Ghazal track is composed by while the lyrics are penned by Farhat Shehzad.

Dil ki choton ne kabhi
Chain se rahne na diya
Jab chali sard hawa
Main ne tujhe yaad kiya
Is ka rona nahin
Kyon tum ne kiya dil barbaad
Is ka gham hai ke
Bahut dair mein barbaad kiya

Hum ko kis ke ghum ne mara
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee

Dil ke lutnay ka sabab
Poochho na sabke saamne
Dil ke lutnay ka sabab
Poochho na sabke saamne
Naam aayega tumhara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee

bharatlyrics.com

Nafraton ke teer khakar
Doston ke shehar main
Nafraton ke teer khakar
Doston ke shehar main
Hum ne kis kis ko pukaara
Yeh kahanai phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee

Kya bataayen pyaar ki
Baazi wafa ki raah mein
Kya bataayen pyaar ki
Baazi wafa ki raah mein
Kaun jeeta kaun haara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee.

Humko Kisike Gham Ne Maara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download