Humne To Bas Itna Jana Lyrics - Anuradha Paudwal

Humne To Bas Itna Jana lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Shikhar (1995). Humne To Bas Itna Jana Ghazal soundtrack was composed by Nikhil, Vinay with lyrics written by .

Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana
Sau tirath karne ke bara bar
Sau tirath karne ke bara bar
Ik rutha huaa yaar mana na

Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana
Sau tirath karne ke bara bar
Sau tirath karne ke bara bar
Ik rutha huaa yaar mana na
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana

Yaar ke paanv jahan pad jaaye
Pyaar ke phool wahan khil jaaye
Yaar ke paanv jahan pad jaaye
Pyaar ke phool wahan khil jaaye
Pyaar ke phool wahan khil jaaye
Ishq mein rab mil jaaye to phir
Ishq mein rab mil jaaye to phir
Aur kahin aana jaana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana
Sau tirath karne ke bara bar
Sau tirath karne ke bara bar
Ik rutha huaa yaar mana na
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana

bharatlyrics.com

Maana do din ki zindagani
Lekin lambi hain ye kahani
Maana do din ki zindagani
Lekin lambi hain ye kahani
Lekin lambi hain ye kahani
Dhoop chhanv ke khel mein dekha
Dhoop chhanv ke khel mein dekha
Jism naye hain ishq puarana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana
Sau tirath karne ke bara bar
Sau tirath karne ke bara bar
Ik rutha huaa yaar mana na
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana

Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana
Humne to bas itna jana
Ishq bina hain khaakh zamana.

Humne To Bas Itna Jana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download