Humse Na Dil Ko Lagaana Lyrics - Madan Mohan Kohli, Shamshad Begum

Humse Na Dil Ko Lagaana lyrics, the song is sung by Madan Mohan Kohli, Shamshad Begum from Aankhen (1950). The music of Humse Na Dil Ko Lagaana Playful track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Humse na dil ko lagaana musaafir
Humse na nazren milaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji
Chaar paisa hat khareeda aur
Pandrah ki necktie aaa
Pyaar ka sauda karne aaye
Mile bai

bharatlyrics.com

Tirchhi nazar se dekha tumhe
Bal khaake jo li angdaayi
To hat girega paaon mein jaa
Dheeli ho jaayegi nektie
Kaahe ko tum apne dil ka banaate
Hamri nazar ka nishaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji

Gora mukhda chaand sa
Surat haay ki ot
Ek jhalak ham dekh ke chup
Ghar jaayenge laut
Gorey gorey mukhde se
Ghunghat hataa ke
Hamne kiya jo ishaara
To daudegi chan
Chan bijli badan mein
Din hi mein deekhega taara
Kaahe ko aisa dhandha karo jo
Peeche pade pachhtaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji
Humse na dil ko lagaana musaafir
Humse na nazren milaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji.

Humse Na Dil Ko Lagaana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download