Husn Wale Bhi Ghazab Lyrics - Mahendra Kapoor

Husn Wale Bhi Ghazab lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Aag (1967). The music of Husn Wale Bhi Ghazab Happy track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Husn wale bhi
Ghazab karte hai
Dil isharo se
Talab karte hai
Yu to har bat ka
Hota hai jawab
Hum hasino ka
Adab karte hai

Aapne phir ki shararat
Dekhiye dekhiye
Aapne phir ki shararat
Dekhiye dekhiye
Haye buri hai dil ki halat
Dekhiye dekhiye
Aapne phir ki shararat

Janeman ye shokhiya achhi nahi
Janeman ye shokhiya achhi nahi
Hum bhi kar baithe na gustaki kahi
Phir na kijega shikayat
Dekhiye dekhiye
Aapne phir ki shararat
Dekhiye dekhiye
Haye buri hai dil ki halat

bharatlyrics.com

Sah rahe hai isliye zulmo sitam
Sah rahe hai isliye zulmo sitam
Ek deen chumenge in
Zulfo ko hum
Kab mile itni ijajat
Dekhiye dekhiye
Aapne phir ki shararat
Dekhiye dekhiye
Haye buri hai dil ki halat

Shokh aankho mein
Garur aa jayega
Shokh aankho mein
Garur aa jayega
Zindagi mein ek sharur aa jayega
Aap bhi karke mohabbat
Ho dekhiye dekhiye
Aapne phir ki shararat
Dekhiye dekhiye
Haye buri hai dil ki halat
Dekhiye dekhiye
Aapne phir ki shararat.

Husn Wale Bhi Ghazab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download