Idhar Gaya Ya Udhar Gaya Lyrics - Asha Bhosle

Idhar Gaya Ya Udhar Gaya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Desh Drohi (1980). The music of Idhar Gaya Ya Udhar Gaya Playful track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).

Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya
Lakh sambhala dil matwala
Phir bhi machal gaya
Dekh ke tujhko yaar mera dil
Hath se nikal gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya

Sun le sitamgar mere
Tumse hai ye intza
Dil jab liya hai mera
Dil apna deke bhi ja
Sun le sitamgar mere
Tumse hai ye intza
Dil jab liya hai mera
Dil apna deke bhi ja
Dekh to le bas ek nazar
Aisa bhi chhalka na kar
Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya

Dil jo dhadkata nahi
Wo dil bhi kis kam ka
Jis mein nahi pyar ho
Wo dil to hai bas naam ka
Dil jo dhadkata nahi
Wo dil bhi kis kam ka
Jisme nahi pyar ho
Wo dil to hai bas naam ka
Pyar nahi to duniya mein

bharatlyrics.com

Jine mein kya hai maza
Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya
Lakh sambhala dil matwala
Phir bhi machal gaya
Dekh ke tujhko yaar mera dil
Hath se nikal gaya.

Idhar Gaya Ya Udhar Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download