Idhar Ho Raha Hai Lyrics - Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Idhar Ho Raha Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shabbir Kumar from Mera Faisla (1984). The music of Idhar Ho Raha Hai Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Koi naam koi pata dhundh rakhna
Koi naam koi pata dhundh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
Suru ab ye darde jigar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

bharatlyrics.com

Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare humko badnam to kya
Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare hamko badnam to kya
Ke ab dur dil se ye dar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Suru humsafar ye safar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai.

Idhar Ho Raha Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download