Ik Baar Hi Jee Bhar Ke Lyrics - Talat Aziz

Ik Baar Hi Jee Bhar Ke lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Tasavvur (1987). Ik Baar Hi Jee Bhar Ke Ghazal soundtrack was composed by Talat Aziz with lyrics written by .

Ik baar hi jee bhar ke
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon
To mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke

bharatlyrics.com

Ab shiddat e gham se
Mera dum gutne laga hain
Ab shiddat e gham se
Mera dum gutne laga hain
Tu mreshmi zulfo ki
Tu mreshmi zulfo ki
Hawa kyun nahin dete
Tu mreshmi zulfo ki
Hawa kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon
To mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke

Moti ho to phir sozne
Misga se piro lo
Moti ho to phir sozne
Misga se piro lo
Aansu ho to daman pe
Aansu ho to daman pe
Gira kyun nahin dete
Aansu ho to daman pe
Gira kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon to
Mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke

Saya hoon to phir saath
Na rakhne ka sabab kya
Saya hoon to phir saath
Na rakhne ka sabab kya
Patthar hoon to raste se
Patthar hoon to raste se
Hata kyun nahin dete
Patthar hoon to raste se
Hata kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon to
Mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Ik baar hi jee bhar ke
Ik baar hi jee bhar ke.

Ik Baar Hi Jee Bhar Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download