Imtihaan Lyrics - Vishvesh

Imtihaan lyrics, the song is sung by Vishvesh from Aagman The Band (2011). Imtihaan Masti soundtrack was composed by Vishvesh with lyrics written by Vishvesh.

Yun ab mera imtihaan na le
Mann kya bhara nahin tera
Yun ab mera imtihaan na le
Mann kya bhara nahin tera

bharatlyrics.com

Jitne bhi arman the chann se
Bikhar gaye kismat
Bhi ruthi yahan
Milne se pahele hi hum
Kyun bichhad gaye
Aisi hui kya khata

Yun ab mera imtihaan na le
Mann kya bhara nahin tera
Yun ab mera imtihaan na le
Mann kya bhara nahin tera

Ishq asa sataya
Har dum tera hi saya
Tanhaiyo mein ab main
Dhundhu yahan
Ab to oh mere yara
Kuch to tu kar ishara
Kab tak tarsega
Yun hi ye dil mera
Gam aur khushi ka hisaab na le
Mann kya bhara nahin tera

Yun ab mera imtihaan naa le
Mann kya bhara nahin tera
Yun ab mera imtihaan naa le
Mann kya bhara nahin tera

Jitne bhi arman the
Chann se bikhar gaye
Jitne bhi arman the
Chann se bikhar gaye
Kismat bhi ruthi yahan
Milne se pahele hi hum
Kyun bichhad gaye
Aisi hui kya khata

Yun ab mera imtihaan naa le
Mann kya bhara nahin tera
Yun ab mera imtihaan naa le
Mann kya bhara nahin tera.

Imtihaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download