Insaan Insaan Ke Liye Lyrics - Amala Katarki

Insaan Insaan Ke Liye lyrics, the song is sung by Amala Katarki from Chameli Memsaab (1975). The music of Insaan Insaan Ke Liye Philosophical track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by .

Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu

Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu
Insaan insaan ke liye aa

Insaan insaan ka sauda kare
Woh use rojdaar karen
Insaan insaan ka sauda kare
Woh use rojdaar karen
Itihaas puraana agar palte
Kyaa sharamaoge o bandhu
Insaan insaan ke liye

bharatlyrics.com

Kyaa nukshan tujhe
Jeevan ki gehari bhawar
Paar ho tere sahare
Samjo re log agar

Kyaa nukshan tujhe
Jeevan ki gehari bhawar
Paar ho tere sahare
Samjo re log agar
Insaan na ho agar insaan
Seitaan kabhi na hota insaan
Insaan na ho agar insaan
Seitaan kabhi na hota insaan

Seitaan agar ho jaaye insaan
Seitaan agar ho jaaye insaan
Kyaa sharmaoge nahi
Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu
Insaan insaan ke liye.

Insaan Insaan Ke Liye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download