Is Dharti Is Khule Gagan Ka Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Is Dharti Is Khule Gagan Ka lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Ganga Tera Pani Amrit (1971). The music of Is Dharti Is Khule Gagan Ka Masti track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.

Is dharti is khule
Gagan ka kya kahna
Madmati madbhari
Pawan ka kya khana
Phulo bhare ye
Gulsan hare
Magan hua tan
Man kya kahna
Phulo bhare ye
Gulsan hare
Magan hua tan
Man kya kahna

Gawalno ka roop
Ghunghato ki aad me
Gawalno ka roop
Ghunghato ki aad me
Gawalno ka roop
Ghunghato ki aad me
Panchhiyo ka pyar
Bairiyo ki jaad me
Pasvi ki jaan
Khetiyo ke par se
Panghato ki nar
Bole is pukar se
Dhadkan badhe
Nasha sa chade
Thirak uthe
Ghaghan kya kahna

bharatlyrics.com

Chapuo ke rag kah
Rahe hai pyar se
Chapuo ke rag kah
Rahe hai pyar se
Jud gaye hai aaj
Kastiyo ke tar se
Ja raha hai jane
Kon kisi ki chah me
Bas raha hai kon
Jane kis nigaha me
Do dil mile to
Kaliya khile
Machalti uthe
Dhadkane
Kya kahna
Do dil mile to
Kaliya khile
Machalti uthe
Dhadkane kya kahna

Is dharti is khule
Gagan ka kya kahna
Madmati madbhari
Pawan ka kya khana
Phulo bhare
Ye gulsan hare
Magan hua tan
Man kya kahna

Bas gayi hai nigaha
Jab kahi tum aaye ho
Kya meri pukar
Sunke bhi praye ho
Bas gayi hai nigaha
Jab kahi tum aaye ho
Kya meri pukar
Sunke bhi praye ho
Itna intzar roj
Kar na paungi
Rok lungi aaj ya
Mai sath jaugi
Duri ghati to ye
Duvidha hate to
Fir mere sajan
Kya kahna
Duri ghati to ye
Duvidha hate to
Fir mere sajan
Kya kahna

Is dharti is khule
Gagan ka kya kahna
Madmati madbhari
Pawan ka kya khana
Phulo bhare
Ye gulsan hare
Magan hua tan
Man kya kahna
Phulo bhare ye
Gulsan hare
Magan hua tan
Man kya kahna.

Is Dharti Is Khule Gagan Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download