Is Duniya Me Humne Dekhe Lyrics - Afzal Hussain, Asha Bhosle

Is Duniya Me Humne Dekhe lyrics, the song is sung by Afzal Hussain, Asha Bhosle from Maa (1952). Is Duniya Me Humne Dekhe Romantic soundtrack was composed by S.K. Pal with lyrics written by Bharat Vyas.

Bura na mano bade char so bees hai
Bade char so bees char so bees
Char so bees hai
Bura na mano bade char so bees hai
Bade char so bees char so bees
Char so bees hai
Sach kahte hai
Bura na mano
Bade char so bees hai

Iski pagdi uske sar par uski us par
Isi lafad dhokho
Me ye lete apni jebe bhar
Bees agar ho tum pyare
Bees agar ho tum pyare
Ye tumse ikkis hai
Bura na mano
Bade char so bees hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano
Bade char so bees hai
Bade char so bees char so bees
Char so bees hai

bharatlyrics.com

Kad hai chota pet
Mota golgappakar hai
Ye jo kutte se khade hai
Seth chopat lal hai
Kale dhandho ke rupayo se
Tond inki tan gayi
Haye tond inki tan gayi
Pagdiya le leke inki
Pagdi pagda ban gayi
Inse bachke rahna ji
Inse bachke rahna ji
Ye dil ke bade khabis hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano
Bade char so bees hai
Bade char so
Bees char so bees
Char so bees hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano
Bade char so bees hai

Kad hai lamba jaise khamba
Ullu jaise nain hai
Gal pichke bal chipke
Aap gentleman hai
Chal diye angerj
Apne suit inko de gaye
Suit inko de gaye
Jab gaye bahar
Videshi apne but inko de gaye
Are kya de gaye
Inse jan chudane wale
Inse jan chudane wale
Bas kewal jagdish hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano bade char so bees hai
Bade char so bees char so bees
Char so bees hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano
Bade char so bees hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano
Bade char so bees hai
Sach kahte hai agar
Bura na mano
Bade char so bees hai.

Is Duniya Me Humne Dekhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download