Is Waade Ka Matlab Lyrics - Mohammed Rafi

Is Waade Ka Matlab lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Duniya (1949). The music of Is Waade Ka Matlab Happy track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Arzoo Lakhnavi, Asad Bhopali, Saraswati Kumar Deepak, Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Is waade ka matlab kya samjhoon
Is waade ka matlab kya samjhoon
Aasan bhi hai dushwar bhi hai
Aasan bhi hai dushwar bhi hai
Hotho pe hasi abru pe shikan
Hotho pe hasi abru pe shikan
Ikrar bhi hai inkar bhi hai
Ikrar bhi hai inkar bhi hai

bharatlyrics.com

Sach kahta hoon teri nazro mein
Kuch aisa nirala jadu hai
Aashiq hai jo teri
Aankho ka achcha bhi hai
Aur bimar bhi hai
Achcha bhi hai aur bimar bhi hai
Is waade ka matlab kya samjhoon
Aasan bhi hai dushwar bhi hai
Aasan bhi hai dushwar bhi hai

Dil deke hume kuchh dard mila
Us dard se phir aaram mila
Acha hai khel mohabbat ka
Kuchh jeet bhi hai kuchh har bhi hai
Kuchh jeet bhi hai kuchh har bhi hai
Acha hai khel mohabbat ka
Kuchh jeet bhi hai kuchh har bhi hai
Kuchh jeet bhi hai kuchh har bhi hai
Is waade ka matlab kya samjhoon
Aasan bhi hai dushwar bhi hai
Aasan bhi hai dushwar bhi hai.

Is Waade Ka Matlab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download