Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata Lyrics - Vaishali Made

Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata lyrics, the song is sung by Vaishali Made from Sukoon (2012). The music of Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata Romantic track is composed by Aadesh Shrivastava while the lyrics are penned by Panchhi Jalonvi.

Ishq ho ya khuda
Kab mile kya pata
Ishq ho ya khuda
Kab mile kya pata
Dariya ho yaa ho sehara
Tu shamil hai har jagaah
Noor barsa de rang chhalka de
Mangu mai ye duaa
Dil ko teri hi aarzoo hai
Ye kar raha hai sazdaa
Ishq ho ya khuda
Kab mile kya pata
Ishq ho ya khuda

Sochu tujhe jo to
Jaage kitane rishtey
Khawabo mai aaye you
Yaadon ke farishtey
Sochu tujhe jo to
Jaage kitane rishtey
Khawabo mai aaye you
Yaadon ke farishtey
Noor barsa de rang chhalka de
Mangu mai ye duaa
Dil ko teri hi aarzoo hai
Ye kar raha hai sazdaa
Ishq ho ya khuda
Kab mile kya pata
Ishq ho ya khuda

Panvu tujhe to hai
Lazzat zindagi ye
Phir to falak si lage
Gi haa zamee ye
Panvu tujhe to hai
Lazzat zindagi ye
Phir to falak si lage
Gi haa zamee ye
Noor barsa de rang chhalka de
Mangu mai ye duaa
Dil ko teri hi aarzoo hai
Ye kar raha hai sazdaa
Ishq ho ya khuda
Kab mile kya pata

bharatlyrics.com

Dariya ho yaa ho sehara
Tu shamil hai har jagaah
Noor barsa de rang
Chhalka de mangu mai ye duaa
Dil ko teri hi aarzoo hai
Ye kar raha hai sazdaa
Ishq ho ya khuda
Kab mile kya pata
Ishq ho ya khuda.

Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata is from the Sukoon (2012).

The song Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata was sung by Vaishali Made.

The music for Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata was composed by Aadesh Shrivastava.

The lyrics for Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata were written by Panchhi Jalonvi.

The music director for Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata is Aadesh Shrivastava.

The song Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata was released under the Universal.

The genre of the song Ishq Ho Ya Khuda Kab Mile Kya Pata is Romantic.