ISHQ VISHQ LYRICS: The song is sung by Jyoti Nooran and released by Worldwide Records Punjabi label. ISHQ VISHQ is the Punjabi Playful song, composed by Sanjeev Chaturvedi, with lyrics written by Sanjeev Chaturvedi.
Ishq Vishq Lyrics
Dil lagane aaya tha dil laga ke chala gaya
Cheekh nahi payi main aisi aag laga ke chala gaya

Jism talak thi chaahat uski main samajh na payi
Tukde-tukde kar gaya allah mere duhayi
bharatlyrics.com
Ishq vishk ye pyaar-vyaar sab dhokhebazi hai
Aashiq-vaashiq kuch nahi hote sab ayyashi hai

O rabba duhayi hai duhayi hai duhayi
Ishq tabahi hai tabahi hai tabahi
Woh chand-chand kehta tha aur daag laga ke chhod gaya
Naaz tha jiski wafa pe hamko haath se apne tod gaya

Maar ke bhi na mud ke dekha
Maar ke bhi na mud ke dekha
Yeh kaisi badmashi hai
Ishq vishk ye pyaar-vyaar sab dhokhebazi hai
Aashiq-vaashiq kuch nahi hote sab ayyashi hai
Ishq vishk ye pyaar-vyaar sab dhokhebazi hai
Aashiq-vaashiq kuch nahi hote sab ayyashi hai
Haaye lagegi mere dil ki chain se na so payega
Chullu bhar paani mein sharm se doob ke tu mar jayega

Tu maafi ke layak na
Tu maafi ke layak na
Teri fitrat mein gustakhi hai