Iskadar Uska Aitbaar Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Iskadar Uska Aitbaar lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Aitbaar (2001). The music of Iskadar Uska Aitbaar Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by .

Is kadar uska aitbaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya

bharatlyrics.com

Uske aane ki aas tut gayi
Uske aane ki aas tut gayi
Maine khud apna intezaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya

Vaasta mera patharo raha
Vaasta mera patharo raha
Rasta jo bhi ikhtiyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya

Kurb ki koi intehaa na rahi
Kurb ki koi intehaa na rahi
Apne zakhmo ka jab shumaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya.

Iskadar Uska Aitbaar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download