Ja Re Badal Ja lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kailashpati (1962). Ja Re Badal Ja Sad soundtrack was composed by Avinash Vyas with lyrics written by Madan Bharati.
English
Ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera
Sandesha ja sunake aa ja
Ja re badal ja
Garaj ke baras ke
Kehna meri pukar
Tadap raha koi panchhi
Pinjare mein lachar
Janam janam ke hum hai
Sathi pi ko yaad dila
Ja ja re badal ja ja
Ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera
Sandesha ja sunake aa ja
Ja re badal ja
bharatlyrics.com
Ari jamuna mane dard na jaane
Yeh bairi sansar
Mere man ke bich khada hai
Ban karke deewar
Ho gayi main tan man se unki
Ja unko batla
Ja ja re badal ja ja
Ja re badal ja desh piya ke ja
Mere sajan se mera
Sandesha ja sunake aa ja
Ja re badal ja.