Ja Re Ja Main Tose Na Boloon Lyrics - Lata Mangeshkar

Ja Re Ja Main Tose Na Boloon lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Mr. Romeo (1974). Ja Re Ja Main Tose Na Boloon Playful soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

O o o
Ja re ja main tose na boloon,
Ja re ja main tose na boloon,
Samjha hai kya
Toone mujhe ae ae
Daulat se main dil ko na toloon oon
Ja re ja main tose na boloon,
Samjha hai kya toone mujhe ae
Daulat se main dil ko na toloon oon
Ja re ja main tose na boloon

Meri nazar mein hai teri nazar ki masti,
Meri juda tujhse koi nahin hai hasti,
O meri nazar mein hai teri nazar ki masti,
Meri juda tujhse koi nahin hai hasti,
Jo tu hai, woh main hoon, aur kuch nahin hoon
Main warna sang tere na doloon,
Ja re ja main tose na boloon

bharatlyrics.com

Maana zaroori hai paisa nahin par aisa,
Paisa bahot dekha, dekha nahi tum jaisa,
Maana zaroori hai paisa nahin par aisa,
Paisa bahot dekha, dekha nahin tum jaisa,
Le aaye, tu heere, to bhi na maanoon oon
Do meethi baaton se khush ho loon,
Ja re ja main tose na boloon

Kaisi suhaani hai saawan ki lambi raatein,
Aaja mohabbat ki cheden wohi phir baatein,
O kaisi suhani hai saawan ki lambi raatein,
Aaja mohabbat ki cheden wohi phir baatein,
Tu meri bainyaan ko thaam le saiyaan aa
Sharmaaon,
Main ghunghat na kholoon

Ja re ja main tose na boloon,
Ja re ja main tose na boloon,
Samjha hai kya toone mujhe ae ae
Daulat se main dil ko na toloon oon
Jaa re jaa main tose na boloon oon
Jaa re jaa.

Ja Re Ja Main Tose Na Boloon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download