Jaaiye Jaaiye Huzoor Lyrics - Krishna Kalle, Mohammed Rafi

Jaaiye Jaaiye Huzoor lyrics, the song is sung by Krishna Kalle, Mohammed Rafi from Bandish (1969). Jaaiye Jaaiye Huzoor Romantic soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Akmal Hyderabadi.

Jaaiye jaaiye huzoor
Aap ko kis ne rokaa hai
Jaaiye jaaiye huzoor
Aap ko kis ne rokaa hai
Wo rahi aap ki manzil
Aur ye mera rastaa hai
Chhodiye chhodiye huzoor
Haath mera kyun thaamaa hai
Wo rahi aap ki manzil
Aur ye mera rastaa hai
Jaaiye jaaiye huzoor

Keejiye pyaar ki baaten
Dekhiye saath haseen hai
Keejiye pyaar ki baaten
Dekhiye saath haseen hai
Aap se pyaar ki baaten
Kya koi aur nahin hai
Ae magroor saaraa ye guroor
Ae magroor saaraa ye guroor
Chaar ghadi kaa hai
Jaaiye jaaiye huzoor
Aap ko kis ne rokaa hai
Wo rahi aap ki manzil
Aur ye mera rastaa hai
Chhodiye chhodiye huzoor

Aa gayee aaj qayaamat
Lag gai saath museebat
Aa gayee aaj qayaamat
Lag gai saath museebat
Kar gaye aap shiqaayat
Hai yehi cheez mohabbat
Maan nahin maan
Main tera mehmaan
Maan nahin maan
Main tera mehmaan
Khoob tamaashaa hai
Chhodiye chhodiye huzoor
Haath mera kyun thaamaa hai
Wo rahi aap ki manzil
Aur ye mera rastaa hai
Jaaiye jaaiye huzoor

bharatlyrics.com

Ho gayaa pyaar ka waadaa
Pad gayee pyaar ki bandish
Ho gayaa pyaar ka waadaa
Pad gayee pyaar ki bandish
Kaun se pyaar ka waadaa
Kaun se pyaar ki bandish
Aise anjaan honay se kahin
Aise anjaan honay se kahin
Pyaar bhi chhuptaa hai
Jaaiye jaaiye huzoor
Aap ko kis ne rokaa hai
Wo rahi aap ki manzil
Aur ye mera rastaa hai
Chhodiye chhodiye huzoor
Haath mera kyun thaamaa hai
Wo rahi aap ki manzil
Aur ye mera rastaa hai
Jaaiye jaaiye huzoor.

Jaaiye Jaaiye Huzoor Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download