Jaam Le Kar Hasina Khadi Hai Lyrics - Dilraj Kaur

Jaam Le Kar Hasina Khadi Hai lyrics, the song is sung by Dilraj Kaur from Pyar Ke Rahi (1982). The music of Jaam Le Kar Hasina Khadi Hai track is composed by Aziz Nazan while the lyrics are penned by Anand Trivedi, Avinash Dogra.

Jaam le kar hasina khadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai

bharatlyrics.com

Jaane jahaan aaja yahaan
Kaisa haseen hain ye samma
Jaane jahaan aaja yahaan
Kaisa haseen hain ye samma
Narmi fazaon mein garmi addao mein
Phir aisa mosam kahan
Phir aisa mosam kahan
Teri baahon mein ye phool jhadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai

Raaze dil khul gaya ab tera dil dooba
Raaze dil khul gaya ab tera dil dooba
Tera jigar bhi hain teere nazar bhi hain
Zaalim tu khud ko bacha
Zaalim tu khud ko bacha
Aankh teri kadaan se ladi hain
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai.

Jaam Le Kar Hasina Khadi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download