Jaan E Bahar Husn Lyrics - Mohammed Rafi

Jaan E Bahar Husn lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pyaar Kiya To Darna Kya (1963). Jaan E Bahar Husn Romantic soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai

bharatlyrics.com

Aayee hai mere paas tu
Iss aanban se
Aayee hai mere paas tu
Iss aanban se
Utaree ho jaise koyee
Paree aasmaan se
Mai kya kahu khushee se
Ajab meraa haal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai

Haaye yeh teree mast
Adaaye yeh baakpan
Haaye yeh teree mast
Adaaye yeh baakpan
Kirno ko bhee mai chhune naa
Dunga teraa badan
Tujhse najar milaaye
Yeh kiskee majaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai

Mai khushnasib hu
Ke tujhe maine pa liya
Mai khushnasib hu
Ke tujhe maine pa liya
Tune karam kiya
Mujhe apna bana liya
Aise mile hain ham
Ke bicchardhna muhaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai.

Jaan E Bahar Husn Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download